ik baat kahu mere piya sun le agar tu -2
o piya sun le agar tu
ik baat kahu ...
jab dil mein
nahi paap to phir soch na kar tu
ik baat kahu ...
chhote se mere mann mein hai kya kah nahi
paau
main to kah nahi paau
kehte hue sharmaau bhala kaise bataau
main kaise bataau
o sab kuch
hai in aankhon mein zara dekh idhar tu
o piya dekh idhar tu
jab dil mein nahi ...
(do nainon
ke panghat pe ( lage pyaar ke mele ) -2) -2
aansu bhi hai muskaan bhi ( jo chaahe so le-le ) -2
ho saajan bhare baazaar se khaali na guzar tu
piya khaali na guzar tu
jab dil mein nahi ...