| Lyrics: | Gurudev aapake charano kaa, mein poojan karane aayaa hu
Charano me bhet chadaane ko khud ko hi
lekar aayaa hu
Tu hee mandir, tu hee moorat, tu dharma aur dhyaan
Har kadam aaye najar tu hai vo
sachchaa dhyaan
Teri khushee ke ye yagna me mei sameedh banane aayaa hu
Charano me…
Teri pooja,
teri bhakti, tere guna kaa gnyaan
Tere sabandh me dube ham, ye vahi varadaan
Tu divyataa kaa hai
chaman, mein phool banane aayaa hu
Charano me...
Yogi tu hai, sab kaa Swami, tu hai sabkaa
praan
Tere hokar teri tarah jinaa vahi kalayaan
Tu prem kaa pavan hraday, dhadkan mein banaane
aayaa hu
Charano me… |