Viewing Lyrics for Ghar Aaya Mehmaan Koi:
| |
| Track: |
Ghar Aaya Mehmaan Koi Play this Song |
|
| Album: | UDAN KHATOLA Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 100 |
| |
| Lyrics: | la:
ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan bane baalam
o bada zaalam ho bada zaalam
ko:
o
ghar aaya mehmaan
ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan bane baalam
o bada zaalam ho bada
zaalam
la:
pehale nainan mein phir man mein aaya
chaandni mere jeevan mein laaya ho
ko:
pehale nainan mein phir man mein aaya ho
chaandni mere jeevan mein laaya ho
la:
o o chanda
ki khidki se dekhe jo ghuur
khada duur, jiya chuur
ko:
hoy chanda ki khidki se dekhe jo ghuur
khada duur jiya chuur
la:
mohe chhede har aan
kare maan beimaan bane baalam
o bada zaalma
ho bada zaalam
la:
o kare natkhat ishaaron mein batiyaan -2
jiya dhadke mora -2
phadke
ankhiyaan
ko:
o phadke ankhiyaan
la:
o o phadke ankhiyaan ho
ko:
kare natkhat ishaaron
mein batiyaan
ho jiya dhadke moraa, phadke ankhiyaan
la:
o o laage na manva pe birah ka teer
bahe neer uthe peer
ko:
hoy laage na manva pe birah ka teer
bahe neer uthe peer
la:
kahi
jaaye na jaan
main naadaan hu anjaan bane baalam
o bada zaalam ho bada zaalam
ko:
o ghar
aaya mehmaan
ghar aaya mehmaan koi jaan na pehchaan bane baalam
o bada zaalam ho bada zaalam |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|