ho aaj mazhab koi ek aisaa naya
doston is jahaan mein chalaya jaaye
jisamein insaan insaan banke
rahe aa
aur gulshan ko gulshan banaya jaaye
o aaj mazhab koi ...
aa jisase badhakar koi kitab
nahin
are jiska milta koi jawab nahin
umr bhar chadh kar jo nahin utare
vo nasha hai magar sharab
nahin
use pyaar zamaanaa kahataa hai
uska deewana rehta hai
ye aisaa hai rangeen nasha
ye jitna
chadhe utna hi mazaa
hontho pe gulab yahi to hai
aankhon mein khwab yahi to hai
gaalon pe shabaab
yahi to hai
ghunghat mein hizaab yahi to hai
honthon pe gulaab aankho mein khwaab
gaalon pe
shabaab ghunghat mein hizaab
yahi to hai yahi to hai yahi to hai yahi to hai
isako paayaa miiraa
ne isako hii gaayaa kabiiraa ne
o har ruuh ki aavaaz hai ye
sabase sundar saaz hai yeh
jis se
roshan padosii kaa aangan rahe
vo diya har ghar mein jalaya jaaye
jisamein insaan...
aa ye
chaav bhi hai aur dhup bhi hai
rup bhi hai aur anup bhi hai
ye shabnam bhi angaar bhi hai
ye megh
bhi hai malhar bhi hai
are isamain duniya ki jawani hai
ye aag ke bhitar paani hai
ye ruh ka ek
sarovar hai
qatare mein ek samandar hai
shaayar ka hasin tasavvur hai
sangeet ka ek svayamvar
hai
ye sabko sab kuchh deta hai
aur badale mein badale mein badale mein
bas dil leta hai dil leta
hai
dil dil dil dil dil leta hai
iska jo karam aaj ho jaaye
to ye mehfil bhi jannat si ho
jaaye
jisamein insaan...