bachapan ki yaad dheere dheere pyaar ban gayi
aa dekh ek phulwaari ab gulzaar ban gayi
dil
mein mohabbat aayi jawaani ke saath saath
meri dil ki nagri pyar ka sansaar ban gayi
aa dekh ek
phulwaari ...
duniya se jisko ham ne chipaaya tha baar baar
vo baat aake honthon par iqaraar
ban gayi
aa dekh ek phulwaari ...