Lyrics Home
Hindi Songs
English Songs

  BROWSE ALBUMS:

ABCDE
FGHIJ
KLNMO
PQRST
UVWXY
Z

SEARCH LYRICS:

Find:

Viewing Lyrics for Tumse milke dil ka jo haal:

Track: Tumse milke dil ka jo haal
No album artwork found
Album:MAIN HOON NA
Artist:N/A
 
Rating:not yet rated     
Views:452
 
Lyrics:Aftab & Hashim: Ishq jaise hai ik aandhi, ishq hai ik toofaan Ishq ke aage bebas hai, duniya mein
har ilzaam Ishq mein sab diwaane hain, ishq mein sab hairaan Ishq mein sab kuch mushkil hai, ishq
mein sab aasaan Dekho pyaare, ye nazaare, ye diwaane, ye parwaane Ye ishq mein kaise gum
Sonu: Haay! Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya
kahen Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen
Chorus: (Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara Dhum tara dhum tara dhum-ma Dhum tara,
dhum tara, dhum tara, dhum tara Dhum tara dhum tara hum) -2 Sonu: Dil toh ik raahi jaana, dil
ki tum manzil ho Dil toh hai ik kashti jaana, jiska tum saahil ho Dil na phir kuch maange jaana,
tum agar haasil ho Dil toh hai mera tanha jaana, aao toh mehfil ho Aftab & Hashim: Ishq se hi
saari khushiyaan, ishq hi barbaadi Ishq hai paabandi lekin, ishq hi azaadi Ishq ki duniya mein
yaaron, khwaab ki aabaadi Ho gaya woh jisko manzil, ishq ye dikhlaadi Dekho pyaare, ye nazaare, ye
diwaane, ye parwaane Ye ishq mein kaise gum Sonu: Haay! Tumse milke dil ka hai jo haal kya
kahen Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen Ho gaya hai
kaisa ye kamaal kya kahen Chorus: Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara Dhum tara dhum
tara dhum-ma Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara Dhum tara dhum tara hum Sonu: Tumko
puja hai, tumhaari hi ibaadat kee hai Hamne jab kee hai, toh phir aise mohabbat kee hai -2 Dil
mera paagal hai jaana, isko tum behlaado Dil mein kyun halchal hai jaana, mujhko tum samjhaado Dil
ka jo aanchal hai jaana, isko tum lehraado Zulf jo baadal hai jaana, mujhpe tum barsaado Jaana
leke jaaya hai, tera ye diwaana Jaan tujhpe mit jaayega, tera ye parwaana Jaana mere dil mein kya
hai, tumne ye na jaana Jaana tujhko yaad aayega, mera ye afsaana Aftab & Hashim: Dekho
pyaare, ye nazaare, ye diwaane, ye parwaane Ye ishq mein kaise gum Sonu: Haay! Tumse milke
dil ka hai jo haal kya kahen Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen Tumse milke dil ka hai jo haal
kya kahen Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen Chorus: (Dhum tara, dhum tara, dhum tara,
dhum tara Dhum tara dhum tara dhum-ma Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara Dhum tara dhum
tara hum) -2
 
 Add to del.icio.us    Digg this    Reddit


More MAIN HOON NA Lyrics:

1.   Tumhein jo dekha
2.   Gori Gori
3.   Ye fizaayein
4.   Tumse milke dil ka jo haal
5.   Main Hoon Na (sad)
6.   Chale jaise hawaayein
7.   Main Hoon Na