--CHORUS--
Honey I need you, honey I need you - 4
--MALE--
Hey hey, hey hey hey hey hey hey -
2
Har kisi ke dil mein ek ladki ka khayaal rehta hai - 2
Koi kehta hai, koi chhupaata hai
O koi
kehta hai, koi chhupaata hai
Ajab haal rehta hai
--FEMALE--
Aa aa aa aa, aa aa aa, o ho ho
ho
Har kisi ke dil mein ek ladke ka khayaal rehta hai - 2
Koi kehta hai, koi chhupaata hai
Haan
koi kehta hai, koi chhupaata hai
Ajab haal rehta hai
Har kisi ke dil mein ek ladke ka khayaal
rehta hai
--CHORUS--
Honey I need you, honey I need you - 2
--MALE--
Safar tanha tanha kab
talak
Umar tanha tanha kab talak
Kabhi to aayegi voh dilruba, dilruba, dilruba
--FEMALE--
Ke
hum tanha tanha kab talak
Ke tum tanha tanha kab talak
Kabhi to aayega voh jaane jaan, mera jaane
jaan, mera jaane jaan
--MALE--
Kisi mod par to kabhi na kabhi hoga
Tera mera saamna
Har kisi
ke dil mein ek ladki ka khayaal rehta hai - 2
Mohabbat mohabbat, karoonga mohabbat
Sharaarat
sharaarat, karoonga sharaarat
Voh hai mera sapna, voh hai meri chaahat
Har ghadi usi ka intezaar
ab hai
Mera dil deewana beqaraar ab hai
--FEMALE--
Sar pe voh sehra baandhke aayega
Doli
baaraat bhi saath mein laayega
Mujhko voh dulhan banaake le jaayega
Har kisi ke dil mein ek ladke
ka khayaal rehta hai
--MALE--
Har kisi ke dil mein ek ladki ka khayaal rehta hai
Koi kehta hai,
koi chhupaata hai
O koi kehta hai, koi chhupaata hai
Ajab haal rehta hai
Har kisi ke dil mein ek
ladki ka khayaal rehta hai
Hey hey, hey hey hey hey hey hey - 2
--CHORUS--
Honey I need you,
honey I need you - 6