Lyrics Home
Hindi Songs
English Songs

  BROWSE ALBUMS:

ABCDE
FGHIJ
KLNMO
PQRST
UVWXY
Z

SEARCH LYRICS:

Find:

Viewing Lyrics for Ek Haseena Thi:

Track: Ek Haseena Thi
No album artwork found
Album:KARZZZZ
Artist:N/A
 
Rating:not yet rated     
Views:198
 
Lyrics:Aaj Iss Mubarak Mauke Par, Mein Aap Logon Ko, Meri Aur Kamini Ki Daastan Sunana Chahta Hu Mohabbat
Ki Daastan.. Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha Kya Umar, Kya Sama, Kya Zamana Tha..,
Aaaaa?. Heyy..Heyyy..Heyy... La La La La La La? Ek Haseena Thi, Haseena Thi.. Ek Deewana
Tha, Deewana Tha.. Kya Umar, Kya Sama, Kya Zamana Tha.., Aaaaa?. [ Ek Haseena Thi Song ] (Ek
Din Wo Mile, Roz Milne Lage)- 2 Phir Mohabbat Hui, Bass Qayamat Hui Sunn Ke Yeh Daastan, Kho Gaye
Tum Kahan Loge Hairaan Hain, Kyunki Anjaan Hain Ishq Ki Woh Gali.., Baat Jiskli Chali.. Uss Gali
Mein, Mera Aana, Jaana Tha Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha Kya Umar Thi, Kya Sama Tha, Kya Zamana
Tha Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha.. (Uss Hasin Ne Kaha, Suno Jaane Wafa) ? 2 Yeh Falak, Yeh
Zameen, Tere Bin Kuch Nahi Tujhpe Marti Hu Mein, Pyaar Karti Hu Mein Tere Bin Zindagi.., Kuch
Nahi, Kuch Nahi Aashiqui Mein Unka Aalam, Kya Suhana Tha.. Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha Kya
Umar Thi, Kya Sama Tha, Kya Zamana Tha Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha.. Bewafa Yaar Ne, Apne
Mehboob Se Aisa Dhokha Kiya - 3 Zehar Usko Diya - 3 Marr Gaya Wo Jawan, Marr Gaya Wo Jawan Ab
Suno Daastan, Janm Leke Kahin Fir Wo Pahucha Wahin, Shakal Anjaan Thi Akal Hairaan Thi, (Saamna
Jab Hua, Phir Wahi Sab Hua) - 2 Uspe Yeh Karz Tha, Uska Yeh Karz Tha Karz To Farz Apna Chukana
Tha.. Hoo..Hooo Hoo.. La La La La La La? Hey Hey Hey Hey.. La La La La La La? [ Ek Haseena
Thi Song ]
 
 Add to del.icio.us    Digg this    Reddit


More KARZZZZ Lyrics:

1.   Lut Jaaon Lut Jaaon
2.   Masha Allah - Remix
3.   Sisak Sisak Ke - Remix
4.   Tere Bin Chain Naa Aave
5.   Hari Om Hari Om - Indian Mix
6.   Hari Om Hari Om - Electo Mix
7.   Ek Haseena Thi - Remix
8.   Tandoori Nights
9.   Dhoom Tere Ishq Ki - Remix
10.   Tere Bin Chain Naa Aave - Remix