| Lyrics: | ( Aag Lagi Tan-Man Main, Dil Ko Pada Thaamna
Raam Jaane Kab Hoga, Sainyaan Ji Ka Saamna ) - 2 Ho
[ Aag Lagi Tan Man Men Song ]
( Sooni Hai Aaj Piya Mori Atariya, Piya Mori Atariya, Zara
Deejo Khabariya,
Dil Tadpe Jaise Bina Jal Ki Machhariya, Zara Leejo Kabariya, )- 2
Aan Pade
Mushqil To Aaye Koi Kaam Na
Raam Jaane Kab Hoga, Sainyaan Ji Ka Saamna, Hoon
( Saajan Ki Yaad
Mujhe Pal Pal Sataaye,
Mujhe Pal Pal Sataaye, Dekho Naina Bhar Aaye,
Tan Ka Singaar Mere Man Ko
Na Bhaaye, Dekho Naina Bhar Aaye )- 2
Pyaar Mera Ho Jaaye Kaheen Badanaam Na
Raam Jaane Kab Hoga,
Sainyaan Ji Ka Saamana, Haay
( Laagi Na Chhoote Karoon Koi Bahaana,
Karoon Koi Bahaana, Aaya
Naazuq Zamaana,
Dil Mera Bana Piya Tera Nishaana, Aaya Naazuq Zamaana, )- 2
Hoye Bura Ulfat Ka
Dekho Anjaam Na
Raam Jaane Kab Hoga, Sainyaan Ji Ka Saamana
[ Aag Lagi Tan Man Men Song ] |