Viewing Lyrics for Duniyaa Mein Aaye Ho:
| |
| Track: |
Duniyaa Mein Aaye Ho Play this Song |
|
| Album: | PARWANA Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 87 |
| |
| Lyrics: | La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
La La Laa La
La La Laa La La La La La Laa
La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
Arrey Duniyaa Mein Aaye Ho
To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Haan Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Varnaa Log
Kahenge
Varnaa Log Kahenge
Arrey Khaayaa Piyaa Kuchh Nahin Aur Glass Todaa Baarah Aanaa
Duniyaa
Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Paisaa Jab Tak Paas Hai Aish Karo Tum
Cheque Milaa
Taqdeer Kaa Cash Karo Tum
Paisaa Jab Tak Paas Hai Aish Karo Tum
Cheque Milaa Taqdeer Kaa Cash Karo
Tum
Jeenaa Unko Aaye Jo Marne Ko Taiyaar Hain
Ggam Ke Mausam Hain Bade Khushiyon Ke Din Chaar
Hain
Kal Ki Parvaah Chhod Ke Yaar Mil Ke Mauj Manaanaa
Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke
Jaanaa
Haan Haan
Arrey Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Umr-E-Javaani Na Kabhi
Aaye Dobaaraa
Pyaar Kisi Dildaar Se Kar Le Tu Yaaraa
Umr-E-Javaani Na Kabhi Aaye Dobaaraa
Pyaar
Kisi Dildaar Se Kar Le Tu Yaaraa
Honthon Ki Ranginiyaan Baahon Vaalaa Haar Le
Mauqaa Jo Tujhko
Mile Chhup Ke Baazi Maar Le
Panchhi Jo Ud Jaayegaa Baad Mein Hogaa Pachhtaanaa
Duniyaa Mein Aaye
Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Haan
Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
He Varnaa
Log Kahenge
Varnaa Log Kahenge
Arrey Khaayaa Piyaa Kuchh Nahin Aur Glass Todaa Baarah
Aanaa
Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Ho O O Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh
Kar Ke Jaanaa
La La Laa Hey
La La La Laa Moonaa
La La La La La Laa La Laa
La La Laa Haay
La La
La Laa Moonaah
La La La La La Laa Hey
La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
La La Laa La La
La Laa La La La La La Laa
La La La La La La La La Laa
Ho Ho Ho La La La La La Laa Haan |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|