Viewing Lyrics for Doob Jaaye Jo Kismat Ka:
| |
| Track: |
Doob Jaaye Jo Kismat Ka Play this Song |
|
| Album: | PARCHHAIN Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 100 |
| |
| Lyrics: | doob jaaye....
doob jaaye jo kisamat ka taara
koi hota nahin phir sahaara-2
doob
jaaye...........
O.. OO.. chand sooraj ho roshan hamein kyaa
O.. OO.. koi kheela ho gulshan
hamein kyaa
is taraha hai jeevan hamaara
koi hota nahin phir sahaara
doob
jaaye...........
aisaa uljaa hai kaanto men daaman,
apani parchhain hai apani dushman
laakh
toofan hai
laakh toofan hai aur ek bechaara,
koi hota nahin phir sahaara
doob
jaaye...........
OO.. reha gaee aarzoo nazar men
OO.. kab phansi apani naiyaa bhanwar men
jab
nazar aa rahaa tha kinaara
koi hota nahin phir sahaara
doob jaaye...........
posted by: p u r n
i m a |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|