Hindi Lyrics Home
Hindi Songs
English Songs


  BROWSE ALBUMS:

ABCDE
FGHIJ
KLNMO
PQRST
UVWXY
Z


SEARCH LYRICS:




Find:


SITE STATS:




- 9,328 lyrics
- 2,066 artists

Viewing Lyrics for Dost Milte Hain:

Track:Dost Milte Hain
No album artwork found
Album:FOOTPATH
Artist:KUMAR SANU & ALKA YAGNIK
 
Rating:5 stars     
Views:219
 
Lyrics:Dost Milte Hain Bichhadne Ke Liye Phool Khilte Hain Bikharne Ke Liye Aashiyaan Bante Ujadne Ke
Liye Ab Samajh Aayaa Ke Duniyaa Kyaa Hai Ab Samajh Aayaa Ke Duniyaa Kyaa Hai Ik Ubaal Thaa Ik
Junoon Thaa Mere Jism Mein Garm Khoon Thaa Sochaa Kuchh Nahin Bas Nikal Gayaa Apni Aag Mein Khud
Hi Jal Gayaa Apni Aag Mein Khud Hi Jal Gayaa Dhoop Chadti Hai Utar Jaati Hai Mauj Saahil Pe
Thahar Jaati Hai Baat Bhi Had Se Guzar Jaati Hai Ab Samajh Aayaa Ke Duniyaa Kyaa Hai Ab Samajh
Aayaa Ke Duniyaa Kyaa Hai Har Taraf Yahaan Maut Hai Ravaan Zindagi Mujhe Laayee Hai
Kahaan Dekhaa Aainaa To Main Dar Gayaa Jeene Ke Liye Kitnaa Mar Gayaa Jeene Ke Liye Kitnaa Mar
Gayaa Vaqt Jaadoo Hai Ye Chal Jaataa Hai Roop Kaa Rang Bhi Dhal Jaataa Hai Tap Ke Lohaa Bhi
Pighal Jaataa Hai Ab Samajh Aayaa Ke Duniyaa Kyaa Hai Ab Samajh Aayaa Ke Duniyaa Kyaa Hai Duniyaa
Kyaa Hai Duniyaa Kyaa Hai
 
 Add to del.icio.us    Digg this    Reddit


More FOOTPATH Lyrics:

1.   Zara Dekh Mera Deewanapan
2.   Kitnaa Pyara Pyara Hai Samaa
3.   Soorat Pe Tere Pyar Aave
4.   Dost Milte Hain
5.   Saari Raat Teri Yaad