--CHORUS--
(Saiyyaan re saiyyaan, o more saiyyaan
Aake gale lag jaa) - 3
--FEMALE--
Gale mein
laal taai, ghar mein ek chaar paai
Takiya ek aur hum do ek hi hai razaai
Sardi kaise jaayegi, kaho
kaise hamein neend aayegi - 2
--MALE--
Gale mein laal taai, ghar mein ek chaar paai
Takiye ki
fikar na kar, banoonga main khud razaai
Gale se laga loonga, honton se coffee pila doonga
Arre
gale se laga loonga, honton se coffee pila doonga
Saari duniya chain se soye, hum dono baaton mein
khoye
--FEMALE--
Tumse main darrti hoon, koi harkat na karo
Ek hai shart meri, tum sharaarat na
karo
--MALE--
Haai yeh pasina kyoon aa gaya hai hamdam
Na to kuch socho tum, na to kuch soche
hum
--FEMALE--
Lage chaar paai mein kahin ek khatmal hai
Tang mujhe karta hai tan mein halbal
hai
--MALE--
Dushman khatmal ko tujhse mohabbat hai
Jahan chaahe ghoomega, haai kya kismat
hai
Abhi usse dhoondkar main tagdi saza doonga - 2
--FEMALE--
Gale mein laal taai, ghar mein ek
chaar paai
Takiya ek aur hum do ek hi hai razaai
Sardi kaise jaayegi, kaho kaise hamein neend
aayegi
--MALE--
Arre gale se laga loonga, honton se coffee pila doonga haan
Khidki ke main
parde gira doon
Tum keh do to batti bujha doon
--FEMALE--
Arre baba na re na, batti na bujha
dena
Waqt ka pata nahin, kuch na ho jaaye kahin
--MALE--
Gaata hoon sar ki kasam, zyaada na
chhedoonga
Is sharaafat ke liye ek chooma loonga
--FEMALE--
Haai kismat phooti, kisko yaar
kiya
Aise besabre se maine kyoon pyaar kiya
--MALE--
Ab to majboori hai, yeh ghadi aayi
hai
Saath sona hi pade, ek chaar paai hai
Tere bharose ko kabhi na daga doonga, samjhi
Tere
bharose ko kabhi na daga doonga
--FEMALE--
Gale mein laal taai, ghar mein ek chaar paai
Takiya
ek aur hum do ek hi hai razaai
Sardi kaise jaayegi, kaho kaise hamein neend
aayegi
--MALE--
Haan gale se laga loonga, honton se coffee pila doonga haan