| Lyrics: | --MALE--
Dil deewana dhoondhta hai ek haseen ladki - 2
Kaun hai, woh kaun hai main jaanta nahin,
oh
Dil deewana dhoondhta hai ek haseen ladki - 2
Paas aayegi ek din woh
Pyaar laayegi ek din
woh
Uske maathe ko choom loonga
Uski baahon mein jhoom loonga
Uski aankhon ka main
Ek haseen
khwaab hoon
Usse milne ko main kitna betaab hoon
Dil deewana dhoondhta hai ek haseen ladki
Kaun
hai woh kaun hai, main jaanta nahin, oh
Dil deewana dhoondhta hai ek haseen ladki, ha
ha
--FEMALE--
Aah ha ha ha ha, ha ha ha ha, ha ha ha ha - 2
Kya bataaoon woh hai kaisa
Woh
deewaana khoob hai
Saari duniya se judaa
Woh mera mehboob hai
Chhedta khwaabon mein aake
Woh
bada hai manchala
Main usse haasil karoongi, yeh hai mera faisla
Kaun hai woh kaun hai, main
jaanti nahin, oh
Dil deewana dhoondhta hai ek haseen ladka - 2
--MALE--
Haseena bata tera kya
naam hai
--FEMALE--
Mere naam se tujhko kya kaam hai
--MALE--
Oh magroor ladki zara dheere
chal
--FEMALE--
Ae gustaakh tu apna rasta badal
--MALE--
Yun aankhen na dikha
tu
--FEMALE--
Yun baatein na bana tu
--MALE--
Maanegi tu na aise
--FEMALE--
Dekhe hai
tere jaise
Tu nashe mein choor hai
--MALE--
Mujhko aisa lag raha hai tu badi majboor hai
Kaun
hai tu kaun hai tu main jaanta nahin, oh
Eh hey hey hey, la la la la, ek haseen
ladki
--FEMALE--
La la la la, la la la la la la, ek haseen ladka |