(ek shaqs raaste mein kahin choot gaya tha
us haadse ke baad, yeh dil toot gaya tha) - 2
woh
shaqs jiske kaandhe pe sir rakhe mein soya
seene se lagke jiske kayi baar mein roya
jiski zulfon
ke khusboo mein raaton mein khoya
jis jism ki barsaat mein yeh jism bheegoya
(ek din kisi baat pe
jab woh rooth gaya tha
us haadse ke baad, yeh dil toot gaya tha) - 2
ek shaqs raaste mein kahin
choot gaya tha
us haadse ke baad, yeh dil toot gaya tha
rehta hoon qaid abhi jiski yaadon ke
pehare mein
hai labz jiska zinda meri baahon ke ghere mein
jiske khwaabon ko maine neend mein
sanjoya
jiske ashqko ko maine apani ankhon pe piroya
(ek din kisi baat pe jab woh rooth gaya
tha
us haadse ke baad, yeh dil toot gaya tha) - 2
ek shaqs raaste mein kahin choot gaya tha
us
haadse ke baad, yeh dil toot gaya tha
ek shaqs raaste mein kahin choot gaya tha
us haadse ke
baad, yeh dil toot gaya tha
ek shaqs raaste mein... raaste mein