| Lyrics: | duniyaa badal gayee, meree duniyaan badal gayee
tookaden huye jeegar ke, chhuree dil pe chal
gayee
duniyaa badal gayee, meree duniyaan badal gayee
ayesee chalee hawaa ke khushee dukh mein
dhal gayee
dil khaak ho gayaa, ye kisee ko khabar nahee
sab ye samaz rahe hai, tamannaa nikal
gayee
barabaad ho gayaa meree ummeed kaa chaman
jis daal par kiyaa thaa baseraa wo jal gayee |