Viewing Lyrics for Dhuup Mein Nikala Na Karo Ruup Ki Raani:
| |
| Track: |
Dhuup Mein Nikala Na Karo Ruup Ki Raani Play this Song |
|
| Album: | GIRAFTAAR Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 244 |
| |
| Lyrics: | dhuup mein nikala na karo ruup ki raani
gora rang kaala na pad jaaye - 2
mast mast aankhon se
chhalakaa_o na madira
madhushaala mein taala na pad jaaye
dhuup mein nikala na
tum jo thak gayi
ho to baanhon mein utha lein - 2
huqm do hamein to abhi paalaki la dein
panth hai patharila paidal
na chalo tum - 2
kahin paanv mein chhaala na pad jaaye
dhuup mein nikala na
dhuup ho ya chhaanv
sajan main to aayuungi - 2
tumase milane aag pe bhi chal ke aayuungi
ek pal bhi tanha tumhein
chhoduun to kaise - 2
kisi sautan se paala na pad jaaye
dhuup mein nikala na |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|