|
|
Viewing Lyrics for Dhak Chik Dana:
| |
| Track: |
Dhak Chik Dana Play this Song |
|
| Album: | YEH DIL AASHIQANA Tracks from this Album | | Artist: | N/A | | | | Views: | 82 | | | | Lyrics: | --CHORUS--
(Dhak chik dana, ta din din
Dhak chik dana) - 2
--MALE--
Jisse dil ka dushman
samajhte rahe hain
--CHORUS--
Dhak chik dana, ta din din
Dhak chik dana
--MALE--
Jisse dil ka
dushman samajhte rahe hain
Voh dildaar ho jaaye to kya kare
--CHORUS--
(Dhak chik dana, ta din
din
Dhak chik dana) - 2
--FEMALE--
Yeh dil hi bataayega, dil hi se poochho
--CHORUS--
Dhak chik
dana, ta din din
Dhak chik dana
--FEMALE--
Yeh dil hi bataayega, dil hi se poochho
Agar pyaar ho
jaaye to kya kare
--CHORUS--
(Dhak chik dana, ta din din
Dhak chik dana) - 2
--MALE--
Nazar aa
raha hai ke tum pyaar karte ho
Yeh chehre ki rangat, yeh maasoom surat
Mohabbat nazar aa rahi
hai
Chhupaane se chhupti nahin hai mohabbat
Mohabbat nazar aa rahi hai
--CHORUS--
Nazar aa raha
hai ke tum pyaar karte ho
--MALE--
Nazar hi nazar mein agar dil ki haalat
--CHORUS--
Dhak chik
dana, ta din din
Dhak chik dana
--MALE--
Nazar hi nazar mein agar dil ki haalat
Ka izhaar ho
jaaye to kya kare
--CHORUS--
(Dhak chik dana, ta din din
Dhak chik dana) - 2
--FEMALE--
Yeh dil
hi bataayega, dil hi se poochho
Agar pyaar ho jaaye to kya kare
--CHORUS--
(Dhak chik dana, ta
din din
Dhak chik dana) - 2
--FEMALE--
Nazar aa raha hai ke tum pyaar karte ho
Nazar ka patakna,
dilon ka dhadakna
Nahin hai kisi ke bhi bas mein
Kisi ko pata kya kahan rang laaye
Yeh baatein
yeh rasmein yeh kasmein
--CHORUS--
Nazar aa raha hai ke tum pyaar karte ho
--FEMALE--
Agar dil
ghamon ki dava karte karte
--CHORUS--
Dhak chik dana, ta din din
Dhak chik dana
--FEMALE--
Agar
dil ghamon ki dava karte karte
Jo beemaar ho jaaye to kya kare
--CHORUS--
(Dhak chik dana, ta din
din
Dhak chik dana) - 2
--MALE--
Jisse dil ka dushman samajhte rahe hain
Voh dildaar ho jaaye to
kya kare
--CHORUS--
(Dhak chik dana, ta din din
Dhak chik dana) - 2
--FEMALE--
Yeh dil hi
bataayega, dil hi se poochho
Agar pyaar ho jaaye to kya kare
--CHORUS--
(Dhak chik dana, ta din
din
Dhak chik dana) - 4 | | | |
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
| |
More YEH DIL AASHIQANA Lyrics:
|
|
|