dil machal raha hai rang badal raha hai
aag dil mein lagi hai bujha de na
abhi sama nahin hai rang
jama nahin hai
chaar din aur yuunhi bita dena
dil machal raha
ye beruki kaisi
hain chaar din
is zindagi ke
do din javaani ke hain vo to
aa ja na mil ke bitaayein sanam
ye dillagi
chhodo
koyi hamein agar hamein dekh lega to
dar hai ki duniya ki nazaron mein aise hi rusava na ho
jaayein ham
kya karegi duniya jal maregi duniya
tu jalan mere dil ki bujha dena
abhi sama
nahin
aayuungi doli mein sajadhaj ke jab ghar piya ke kabhi
to kar lena ji bhar ke puure tu
aramaan jaan-e-jaan dil ke sabhi
dekho ye tanhaayi jo hamein phir milegi tu lag ja gale se
utha
hai muhabbat ka tuufaan dil mein abhi
tu maan ja sainya ab chhod de bainya
jaage aramaan abhi to
sula de na
dil machal raha