Viewing Lyrics for Humse Rahoge kya hamesha khafa:
| |
| Track: |
Humse Rahoge kya hamesha khafa Play this Song |
|
| Album: | AUR PYAAR HO GAYA Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 374 |
| |
| Lyrics: | Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Maan to li hai humne apni khata
Maaf bhi
kardo jaana
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa
chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa
Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo
jaana
Maan to li hai humne apni khata
Maaf bhi kardo jaana
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa
chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na
aindaa
Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Maan bhi jaao suno tumko kasam
hai
Kaisi ye zidd hai kaisa sitamb hai
Milte ho jo kahin
Dekhte bhi nahin
Maan bhi jaao suno
tumko kasam hai
Kaisi ye zidd hai kaisa sitamb hai
Milte ho jo kahin
Dekhte bhi nahin
Aisa bhi
roothna kya bhala
Dekho to ek nazar tum zara
Aisa bhi roothna kya bhala
Dekho to ek nazar tum
zara
Jo tum pe marta hai uska hai ab haal kya
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa
chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na
aindaa
Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Aise nikalo nahin tum humein dil
se
Chaahne waale milte hain mushkil se
Socho zara meherbaan
Paaoge humsa kahan
Aise nikalo nahin
tum humein dil se
Chaahne waale milte hain mushkil se
Socho zara meherbaan
Paaoge humsa
kahan
Chhodo bhi tum ye naaraazgi
Aao bhi karlein hum dosti
Chhodo bhi tum ye naaraazgi
Aao bhi
karlein hum dosti
Ab jaane bhi do ki jo bhi hua so hua
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa
chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na
aindaa
Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye
kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na
aindaa
Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana. |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|