Viewing Lyrics for Acha Jee Mein Hari Chalo:
| |
| Track: |
Acha Jee Mein Hari Chalo Play this Song |
|
| Album: | KALA PANI Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 307 |
| |
| Lyrics: | Asha: achha ji main haari chalo maan jaao na
Rafi: dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na)
(2)
Asha: chhote se kusoor pe aise ho khafaa
Rafi: roothe to huzooe the meri kya khataa
Asha:
dekho dil na todo
Rafi: chhodo haath chhodo
Asha: dekho dil na todo
Rafi: arre chhodo haath
chhodo
Asha: chhod diya to haath maloge samjhe
Rafi: aji samjhe
(Asha: achha ji main haari
chalo maan jaao na
Rafi: dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na) (2)
(Asha: jeevan ke yeh raaste
lambe hai sanam
Rafi: kaatenge yeh zinadgi thokar kha ke hum) (2)
Asha: hoye zaalim saath le
le
Rafi: achhe hum akele
Asha: hoye zaalim saath le le
Rafi: hey achhe hum akele
Asha: chaar
kadam bhi chal na sakoge samjhe
Rafi: haan samjhe
Asha: achha ji main haari chalo maan jaao
na
Rafi: dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na
Asha: jaao reh sakoge na tum bhi chain se
Rafi:
tum to khair lootna jeene ke maze
Asha: kya karna hai jee ke
Rafi: ho rehna kissi ke
Asha:
kya karna hai jee ke
Rafi: arre ho rehna kissi ke
Asha: hum na rahe to yaad karoge samjhe
Rafi:
samjhe
(Asha: achha ji main haari chalo maan jaao na
Rafi: dekhi sab ki yaari mera dil jalaao
na) (2) |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|