Viewing Lyrics for Chalo Dildaar Chalo - Dil Diya Hai:
| |
| Track: |
Chalo Dildaar Chalo - Dil Diya Hai Play this Song |
|
| Album: | DIL DIYA HAI Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 118 |
| |
| Lyrics: | dil ko chura le tu apana bana le tu
apne khayalon mein mujhko basa le tu
meri manzil tu tu tu tu
dil ki baat jahaan dil se ho
chalo dildaar chalo
jahaan ishq chahat ho
chalo dildaar chalo
jo
hai aaj kal na ho
chalo dildaar chalo
maine na socha tha maine na jaana tha
aaisa bhi ek mod
aayega
teri mohabbat mein duniya bhula ke
har waqt dil tujhko chahega
teri hi panaahon mein hai
mera jahaan
teri aashiqui mein dube mera armaan
sapnen saja le tu aashiq bana le tu
apnen
khayalon mein mujhko basa le tu
meri manzil tu tu tu tu
dil ki baat jahaan dil se ho
chalo
dildaar chalo
jahaan ishq chahat ho
chalo dildaar chalo
jo hai aaj kal na ho
chalo dildaar
chalo
tera tasavvur hai teri tamanna hai
yeh dil tujhise lagana hai
betaab rehke bhi har dard
sehkar bhi
teri mohabbat ko paana hai
ehsaas jannat ka hai tere ishq mein
nazaraana chahat ka hai
tere ishq mein
durri mita le tu vaada nibha le tu
apne khayalon mein mujhko basa le tu
meri
manzil tu tu tu tu
dil ki baat jahaan dil se ho
chalo dildaar chalo
jahaan ishq chahat ho
chalo
dildaar chalo
jo hai aaj kal na ho
chalo dildaar chalo... |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|