Viewing Lyrics for Maine paidal se ja raha tha:
| |
| Track: |
Maine paidal se ja raha tha Play this Song |
|
| Album: | HERO NO. 1 Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 230 |
| |
| Lyrics: | Maine paidal se ja raha tha unhe cycle se aa rahi thi
Maine paidal se ja raha tha unhe cycle se aa
rahi thi
Kiya ting ting ka ishaara mujhe badnaam kiya na
Kiya ting ting ka ishaara mujhe badnaam
kiya na
Maine cycle se ja raha tha unhe tamtam se aa rahi thi
Kiya tan tan ka ishaara mujhe
badnaam kiya na
Kiya tan tan ka ishaara mujhe badnaam kiya na
Kya bolta hai re tu
Maine motor
se ja rahi tha unhe auto se aa raha thi
Haan maine motor se ja rahi tha unhe auto se aa raha
thi
Kiya pom pom ka ishaara mujhe badnaam kiya na
Kiya pom pom ka ishaara mujhe badnaam kiya
na
Maine plane se ja rahi tha unhe motor se aa raha thi
Kiya pampam ka ishaara mujhe badnaam
kiya na
Kiya pampam ka ishaara mujhe badnaam kiya na
Do gaane degi ye chhedkhaani
Ruzwa hui
sadkon pe jawaani
Meri jawaani
Buddhu kare mujhse aana paani
Kyon ne padhe is dil ke
kahaani
Meri kahaani
Maine galiyon se ja raha tha unhe khidki mein khadi thi
Maine galiyon se
ja raha tha unhe khidki mein khadi thi
Kiya tin tin se ishaara mujhe badnaam kiya na
Kiya tin tin
se ishaara mujhe badnaam kiya na
Raste mein pakde galiyon mein roke
Peechhu padha hai ye haath
dhoke
Haan haath dhoke
Aashiq bana main deewana hoke
Dena mohabbat mein mujhko dhokhe
Haan
mujhko dhokhe
Maine shopping ko ja rahi tha unhe saira se aa raha thi
Haan maine motor se ja
rahi tha unhe saira se aa raha thi
Mera haathon ko jo pakda mujhe badnaam kiya na
Mera haathon ko
jo pakda mujhe badnaam kiya na
Maine paidal se ja raha tha unhe cycle se aa rahi thi
Maine
paidal se ja raha tha unhe cycle se aa rahi thi
Kiya ting ting ka ishaara mujhe badnaam kiya
na
Kiya ting ting ka ishaara mujhe badnaam kiya na
Maine motor se ja rahi tha unhe auto se aa
raha thi
Haan maine motor se ja rahi tha unhe auto se aa raha thi
Kiya pom pom ka ishaara mujhe
badnaam kiya na
Kiya pom pom ka ishaara mujhe badnaam kiya na |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|