Viewing Lyrics for Chalata Rahe Ye Kaaravaan Umr-e-rawaan Ka Kaarawaan:
| |
| Track: |
Chalata Rahe Ye Kaaravaan Umr-e-rawaan Ka Kaarawaan Play this Song |
|
| Album: | CHOR BAAZAAR Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 75 |
| |
| Lyrics: | chalata rahe ye kaaravaan
(umr-e-ravaan ka kaaravaan)- 2
chalata rahe ye kaaravaan
umr-e-ravaan
ka kaaravaan
(shaam chale, pehar chale
manzil se bekhabar chale )- 2
bas yuun hi umr bhar
chale
ruk na sake yahaan vahaan
chalata rahe ye kaaravaan
umr-e-ravaan ka kaaravaan
(phuule
phale meri kali
gam na mile tujhe kabhi)- 2
guzare khushi mein zindagi
aae na mausam-e-khizaan
(?)
chalata rahe ye kaaravaan
umr-e-ravaan ka kaaravaan
(duniya ka tu habib ho
manzil teri
qarib ho)- 2
insaan (?) tera nasib ho
tujh pe khuda ki ho amaan
chalata rahe ye
kaaravaan
umr-e-ravaan ka kaaravaan |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|