ta : chod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj jaana pada
sha : chod baabul ka ghar, mohe pee
ke nagar
aaj jaana pada
o
aaj jaana pada
Cho : chod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj
jaana pada
sha : sang sakhiyon ke bachapan bitaati thi main
Cho : haan bitaati thi main
sha
: byaah gudiyon ka hans-hans rachaati thi main
Cho : haan rachaati thi main
sha : sab se munh
mod kar, kya bataau kidhar
dil lagaana pada
o
aaj jaana pada
Cho : chhod baabul ka ghar,
mohe pee ke nagar
aaj jaana pada