sha : chod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj jaana pada
o
aaj jaana pada
Cho: : chhod
baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj jaana pada
sha : yaad maike ki tan se bhulaaye chali
Cho : haan bhulaaye chali
sha : preet saajan ki man mein basaaye chali
Cho : haan basaaye
chali
sha : yaad kar ke ye ghar, royi aankhen magar
muskurana pada
o
aaj jaana pada
Cho
: ( chod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj jaana pada ) -2