Viewing Lyrics for Bhula Bhi De Use Jo Baat Ho Gayi Pyaare:
| |
| Track: |
Bhula Bhi De Use Jo Baat Ho Gayi Pyaare Play this Song |
|
| Album: | MEHRAB (ALBUM) Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 153 |
| |
| Lyrics: | bhula bhi de use jo baat ho gayi pyaare
naye charaag jala raat ho gayi pyaare
na teri yaad na
duniya ka gam na apana kayaal
ajib suurat-e-haalaat ho gayi pyaare
teri nigaah-e-pashemaan ko
kaise dekhuunga
kabhi jo tujhase mulaakaat ho gayi pyaare
kabhi kabhi teri yaadon ki saanwali
rut mein
bahe jo ashq to barasaat ho gayi pyaare
wafa ka naam na lega koyi zamaane
mein
ham-ahal-e-dil ko agar maat ho gayi pyaare |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|