Jo Bhi Chaahoon Vo Main Paoon
Zindagi Mein Jeet Jaoon
Chaand Taare Tod Laoon
Saari Duniya Par
Main Chhaoon
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Chaand Taare Tod Laoon
Saari Duniya
Par Main Chhaoon
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Yaar Tu Bhi Sun Zara Aarzoo Meri
Hai Kya
Main Kya Ban Jaana Chaahta Hoon
Main Kahan Kharaab Hoon Main To Lajawaab Hoon
Main Ye
Manvana Chaahta Hoon
Maan Ja Ay Khuda
Itni Si Hai Dua
Main Ban Jaoon Sabse Bada
Main Ban Jaoon
Sabse Bada
Mere Peechhe Mere Aage
Haath Jode Duniya Bhaage
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa
Khwaab Hai
Shaan Se Rahoon Sada Mujhpe Log Hon Fida
Haseenayein Bhi Dil Hon Khoti
Dil Ka Ye
Kamal Khile Sone Ka Mahal Mile
Barasne Lage Heerein Moti
Maan Ja Ay Khuda
Itni Si Hai Dua
Main
Jyaada Nahin Maangta
Main Jyaada Nahin Maangta
Saari Daulat Saari Taakat
Saari Duniya Par
Hukoomat
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai .