chaand taare phool shabnam tere bas mein kya nahin
koyi aisi shay nahi jismein tera jalwa
nahin
dil mein tu hai dhadknon mein tu hai meri jaaneja
tere mere bich mein hai raasta parda
kahaan
(tu jahaan hain, main wahaan hoon
main jahaan hoon tu wahaan) - 2
(jhoot kehta hoon toh
aaina uthaakar dekh le
apani peshaani ko ghoonghat mein chhupaakar dekh le) - 2
chhup nahi sakte
meri jaan mere honthon ke nishaan, tu jahaan hain
(tu jahaan hain, main wahaan hoon
main jahaan
hoon tu wahaan) - 2
tera nooraani mehal tu rehanewaala arsh ka
farsh pe tune bikhera hai ujaala
arsh ka
tere jalwon se hai roshan mera mitti ka makaan, tu jahaan hain
(tu jahaan hain, main
wahaan hoon
main jahaan hoon tu wahaan) - 2