Viewing Lyrics for Bhanwara Madhuban Mein Mat Ja:
| |
| Track: |
Bhanwara Madhuban Mein Mat Ja Play this Song |
|
| Album: | BHARTHARI Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 79 |
| |
| Lyrics: | e bhanwara
madhuban mein mat ja re bhanwara
madhuban mein mat ja
abhi kamal ki kali khili na -
2
tu kyuun guunj raha re bhanwara - 2
madhuban mein mat ja re bhanwara
madhuban mein mat
ja
ruup-rang ka lobhi-rasiya - 2
sab ke gun mat ga o rasiye
sab ke gun mat ga
neh laga le ek
kali se - 2
kali-kali mat ja re bhanware - 2
madhuban mein mat ja re bhanwara
madhuban mein mat
ja
kis kaaran tu pad gaya kaala - 2
itani baat bata o rasiya
itani baat bata
udana sikha
nahin kali ne - 2
man mein dhiraj la re bhanwara - 2
madhuban mein mat ja re bhanwara
madhuban
mein mat ja |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|