| Lyrics: | O Ho..
Mauko Kahaan Dhoondhe Re Bande, Main To Tere Paas Mein
Naa Teerath Mein Naa Moorat Mein,
Naa Ekaant Niwaas Mein
O..Naa Mandir Mein Naa Masjid Mein, Naa Kabhi Kailaash Mein
Main To Tere
Paas Mein Bande....Main To Tere Paas Mein
Bandaa Re.....
[ Bandaa Re Main To Tere Song
]
Ho... Khoji Hoye Turant Mil Jaaoon, Ek Pal Ki Talaash Mein
Kaid Kabhi Us Moh Mai Saadho, Main
To Hoon Vishwas Mein
O Bandaa Re.....Main To Tere Paas Mein..
O Bandaa Re.....Main To Tere Paas
Mein..
O..Naa Main Jap Mein, Naa Main Tap Mein, Naa Barat Upaas Mein
Naa Main Kirya Karam Mein
Rehta, Naa Hi Jog Sanyaas Mein
Naa Hi Jog Sanyaas Mein, Nahi Praan Mein Nahi Pind Mein
Naa
Brahmaand Aakash Mein, Naa Main Prakriti Pravar Gufaa Mein
( Naa Hi Swaas Ki Saans Mein ) -2
Ho...
Khoji Hoye Turant Mil Jaaoon, Ek Pal Ki Talaash Mein
Kaid Kabhi Us Moh Mai Saadho, Main To Hoon
Vishwas Mein
( O Bandaa Re.....Main To Tere Paas Mein.. )- 6
Bavam Bhavaani Yuge Yuge, Bavam
Bhavaani Yuge Yuge
( O Bandaa Re.....Main To Tere Paas Mein.. )- 2
( Bavam Bhavaani Yuge Yuge,
Bavam Bhavaani Yuge Yuge )- 2
[ Bandaa Re Main To Tere Song ] |