(Beqarar karke humein yoon na jaiye
Aapko humari kasam laut aaiye) -2
Dekhiye woh kaali kaali
badliyan
Zulf ki ghata churana le kahin
Chori chori aake shokh bijliyan
Aapki adaa churana le
kahin
Yoon qadam akele na aage badhaiye
Aapko humari kasam laut aaiye
Beqarar karke..
(Dekhiye
gulaab ki woh daaliyan
Badhke choom le na aap ke qadam) -2
Khoye khoye bhanvre bhi hain baag
mein
Koi aapko bana na le sanam
Behki behki nazaron se khud ko bachaiye
Beqarar
karke..
Zindagi ke raaste ajeeb hain
In mein is tarah chalaana kijiye
Khair hai isi mein aapki
huzoor
Apna koi saathi dhoond lijiye
Sunke dil ki baat yoon na muskuraiye
Aapko humari kasam laut
aaiye
Beqarar karke..