--MALE--
Hey hey hey hey, aa aa aa aa
La la la la, aa aa aa
Main agar saamne aa bhi jaaya
karoon
Laazmi hai ke tum mujhse parda karo
Apni shaadi ke din ab nahin door hai
Main bhi tadpa
karoon, tum bhi tadpa karo
--FEMALE--
Badi mushkil hai, yeh mera dil hai - 2
Tum hi kaho kaise
main chup rahoon
Tum agar saamne aa bhi jaaya karo
Laazmi hai ke main tumse parda karoon
Apni
shaadi ke din ab nahin door hai
Main bhi tadpa karoon, tum bhi tadpa karo
--MALE--
Badi mushkil
hai, yeh mera dil hai - 2
Tum hi kaho kaise main chup rahoon
--FEMALE--
Tum agar saamne aa bhi
jaaya karo
Laazmi hai ke main tumse parda karoon
--MALE--
Hey hey, eh hey, aa aa, la la la la
la
Sataane ke manaane ke
Yeh din hai aazmaane ke
Zara samjha karo dilbar, tumhe meri
kasam
--FEMALE--
Yehi meri hai majboori
Sehi jaaye na ab doori
Mera kya haal hai kaise
bataaoon main sanam
--MALE--
Zameen hogi, gagan hoga
Tera mera milan hoga
Main agar tumse
nazrein milaaya karoon
Laazmi hai ke tum mujhse parda karo
--FEMALE--
Aa aa aa aa aa aa, la la
la la, aa aa aa
--MALE--
Main duniya se chala jaaoon
Kabhi na lautke aaoon
Karogi kya akele
tum, bataao dilrooba
--FEMALE--
Main rab se chheen laaoongi
Tujhe apna banaaoongi
Chalegi
saans jab tak yeh na honge hum judaa
--MALE--
Na apni yeh kasam toote
Jo rab roothe to rab
roothe
Main agar tumko milne bulaaya karoon
Laazmi hai ke tum mujhse parda karo
Apni shaadi ke
din ab nahin door hai
Main bhi tadpa karoon, tum bhi tadpa karo
--FEMALE--
Badi mushkil hai,
yeh mera dil hai
Tum hi kaho kaise main chup rahoon
--MALE--
Main agar saamne aa bhi jaaya
karoon
Laazmi hai ke tum mujhse parda karo