Lyrics Home
Hindi Songs
English Songs

  BROWSE ALBUMS:

ABCDE
FGHIJ
KLNMO
PQRST
UVWXY
Z

SEARCH LYRICS:

Find:

Viewing Lyrics for Baatein Hawa Hai Saari, Saari Ki Saari:

Track: Baatein Hawa Hai Saari, Saari Ki Saari
No album artwork found
Album:CHEENI KUM
Artist:N/A
 
Rating:not yet rated     
Views:183
 
Lyrics:impress karne ke liye to log do sau rupai ke phool kharid lete hai par yeh do ghante mein mar jaate
hai pata nahi kya impress karna chaahate hai log phool de kar ke (baatein hawa hai saari, saari ki
saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....) - 2 rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya
saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun.... kehna jo chaahe, kyun keh na paaye aankhein jo
bole teri hadon se kyun na bole baatein hawa hai saari, saari ki saari kyun hai kyun hai kyun hai
kyun hai kyun.... rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai
kyun.... impress karne ke liye mein aapko royal albert hall ka music sunaane le ja sakta
tha lekin agar app music sunte sunte emotional ho gayi toh logo ko lagega maine app ko rula
diya (dekho na dekho na lagta ajooba hai yeh khud hi jaane kya isaka mansooba hai) - 2 6 foot ki
deewaar pe kyun, kyun dil ki khidki nahi yeh dil ki baaton ko bhi jaanega nahin nahin pallle pada
hai kyun mere hi tauba apani hi kehta hai, apani hi sunta hai, dekho na baatein hawa hai saari,
saari ki saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun.... rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya
saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun.... yeh sunset ka light, moonlight ka concept bhi
use kiya ja sakata hai impress karne ke liye na to apako mera chehra dikhega, na hi khaana (seedhe
raste kabhi yeh na chalne waala rab ne ise tedhe sache mein hai dhaala) - 2 bande ko zoo mein
rakho, khulla na iss chhodo khulla jo chhoda toh, rabba mere jaane kya ho impress karne ke liye 25
lakh ka haar bhi de sakta tha lekin bina price tag ke apako lagega 25 rupay ka hai aur price tag
ke saath de nahi sakta rehta hai jaane kaun se jahaan mein dekha na jaana na maine toh aisa yahaan
koyi baatein hawa hai saari, saari ki saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun.... rukhi si
khaali khaali, ulti hi duniya saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun.... haan agar aap
mujhe impress karna chaahati hai toh, just me remember maria sharapova, anna kournikova, uh! what
legs kehna jo chaahe, kyun keh na paaye aankhein jo bole teri hadon se kyun na bole baatein hawa
hai saari, saari ki saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun.... rukhi si khaali khaali,
ulti hi duniya saari kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
 
 Add to del.icio.us    Digg this    Reddit


More CHEENI KUM Lyrics:

1.   Sooni Sooni Khoyi Khoyi, Aankhein Meri Dhundhe Tujhe Hi
2.   Cheeni Kum Hai, Cheeni Kum Hai
3.   Baatein Hawa Hai Saari, Saari Ki Saari