Aa aa aa aa...
Chorus - Ru ru ru ru ru ru...
Apni mohabbat kabhi kam na ho, chahe jahan bhi
sanam tum raho.
Apni mohabbat kabhi kam na ho, chahe jahan bhi sanam tum raho.
Apni wafa sach hai
agar, mil ke rahenge sanam.
Apni mohabbat kabhi kam na ho, chahe jahan bhi sanam tum raho.
Apni
wafa sach hai agar, mil ke rahenge sanam.
Aaja, sanam aaja. Aaja, sanam aaja.
Hum hain yahan, tum
ho wahan, dil to milen hain magar.
Rootha hai rab, gam hai yahi, kismat ne badli nazar.
Hum hain
yahan, tum ho wahan, dil to milen hain magar.
Rootha hai rab, gam hai yahi, kismat ne badli
nazar.
Hamara milan hoga sada, saanson mein jab tak hai dam.
Apni mohabbat kabhi kam na ho, chahe
jahan bhi sanam tum raho.
Apni wafa sach hai agar, mil ke rahenge sanam.
Aaja, sanam aaja. Aaja,
sanam aaja.
Chorus - Aa aa aa...
Hum kyoon daren, duniya ne jo pahre bichaye yahan,
Roke
kadam dilwalon ke, zanjeer vaisi kahan.
Hum kyoon daren, duniya ne jo pahre bichaye yahan,
Roke
kadam dilwalon ke, zangeer vaisi kahan.
Takrayenge duniya se hum, ab na sahenge sitam.
Apni
mohabbat kabhi kam na ho, chahe jahan bhi sanam tum raho.
Apni wafa sach hai agar, mil ke rahenge
sanam.
Aaja, sanam aaja. Aaja, sanam aaja.
Aaja, sanam aaja. Aaja, sanam aaja.
Chorus - Aa aa
aa...