| Lyrics: | --FEMALE--
Oh oh oh oh oh oh oh, oh oh oh oh oh oh - 2
--MALE--
Hm, tu mujhe qubool, main tujhe
qubool
Tu mujhe qubool, main tujhe qubool
Is baat ka gawah khuda, khuda gawah, khuda gawah
Tu
mujhe qubool, main tujhe qubool
Is baat ka gawah khuda, khuda gawah, khuda gawah, khuda
gawah
--FEMALE--
Vai vai vai tere mere pyaar ki, vai vai tere mere pyaar ki
Tere mere pyaar ki,
vai vai tere mere pyaar ki
Is baaraat ka gawah khuda, khuda gawah, khuda gawah, khuda
gawah
--MALE--
(Ho koi ghulaam chaahe hai baadshah
Ishq ke bagair zindagi gunaah) -
2
--FEMALE--
Bas yeh sochkar maine jaan di
Vai vai, bas yeh sochkar maine jaan di
Yaani dil
diya, gawah khuda, khuda gawah, khuda gawah
--MALE--
Tu mujhe qubool, main tujhe
qubool
--FEMALE--
O, tu mujhe qubool, main tujhe qubool
Aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa, aa aa
aa, aa aa aa aa
(Aaina hoon main, na todna mujhe
Tod na magar na chhodna mujhe) -
2
--MALE--
Kehna tha yehi meri jaan mujhe
Valle valle kehna tha yehi meri jaan mujhe
Tune keh
diya, gawah khuda, khuda gawah, khuda gawah
--FEMALE--
Vai vai vai, tu mujhe qubool, main tujhe
qubool
--MALE--
Tu mujhe qubool, main tujhe qubool
(Tere naam ka main kalma padhoon
Raat din
tujhe yaad main karoon) - 2
--FEMALE--
O, yaad karne se vai vai kya faayeda
Mujhko bhool jaa
teri zaat se
Main nahin judaa, gawah khuda, khuda gawah, khuda gawah
--MALE--
Tu mujhe qubool,
main tujhe qubool
Is baat ka gawah khuda, khuda gawah, khuda gawah
--FEMALE--
Tere mere pyaar
ki vai vai tere mere pyaar ki - 2
Is baaraat ka gawah khuda, khuda gawah, khuda
gawah
--MALE--
Khuda gawah, khuda gawah |